Kya Islami Saal Alag Aur Esai Saal Alag Hai*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ*
*♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*

*👉 post 068 ✔️* 

*📝SAWAL-:*
*📇 Kya Islami Saal Alag Aur Esai Saal Alag Hai* 


*✍️ JAWAB-;*
*📇 Moharram Se Qamri (Chand) Aur January Se Shamshi (Suraj) Ke Saal Ki Shuruat Hoti Hai isme Islami Aur Gair islami 𝐒𝐚𝐚𝐥 Wali Koi Baat Nahi Hai Chand Aur Suraj Dono'n Allah Ke Hain Dono'n Ke Hisab Se Saal Hamari Aasani Ke Liye Hi Banaye Gaye Hain Qur'an Majeed Me Hai (Allah) Jisne Suraj Ko Jagmagata Aur Chand Ko Chamakta Banaya Aur Uski Manzile'n Rakhi Ki Tum Barson Ka Hisab Jaano*
*📚 Sure-10, Ayat-05*

*👉 Note; Qur'an Ke Faisle Ke Baad Ab Aap* 2025 *Islami Tariqe Se Manaye'n Dua Kare'n Khoob Sadqah Kare'n Hadees e Paak Me Hai Sadqah Bala Ko Talta Hai Aur Buri Mout Se Bachata Hai*
-----------------------------------------
-----------------------------------------
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*

*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*


🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

new year

new year