HAPPY NEW YEAR MANANA KAISA HAI

 🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴




*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*

*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*


*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*


*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*



*👉 post 02 🅰🅰* 



*📝SAWAL-:*

*📇 HAPPY NEW YEAR MANANA KAISA HAI*




*✍ JAWAB-;*

*📇 Jo Sakhs Jis Qaum Ki Naqal Karega Mushabehat ikhtyaar Karega Uska Hashr Usi Qaum Ke Sath Hoga*


*📚 ABU DAUD SHARIF, HADEES NO.4031*


*👉 NOTE: Ye Wo Raat Hai Jisme Poori Duniya Me Sabse Ziyaada Sharab Pee Jaati Hai Aur Is Raat Me Har Bura Nasha Kiya Jaata Hai Jisme Zina Ke Bazar Sajaye Jaate Hai izzaten Looti Jaati Hai Kai Noujawan Pahli Baar Sharab Aur Dusre Nashe Karte Hai Ladkiyo Ki Izzat Se Khela Jaata Hai Behayaayi Aur Besharmi Khule Aam Hoti Hai jisme Har Wo Gunah Kiya Jaata Hai Jise Islam Ne Haraam Karar Diya Hai*

*👇👇👇 JAISE 👇👇👇*

 *Juwa*

*Sharab* 

*Atishwazi* 

*Naach* 

*Gaane*

 *Music*

*Draame*

*AllahTaala Ham Sabhi Musalmano Ko Is Tarha Ke Fitne Se Bachaaye Our Hame Nabi-e-Kareem ﷺ Ke Naqshe Qadam Par Chalne Ki Taufeeq Ata Farmaaye Aameen*




*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* 

*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*


*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*


*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*


*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*


*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*

*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*

*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*

*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*


*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*

*▪ امیــــــن ▪*


*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*



🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼

*👏🏁Faqeer Gulaam Mohammad imran raza Qadri Hanfi Barelvi 🔴* *جزاک اللہ خیر*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Kya Islami Saal Alag Aur Esai Saal Alag Hai*

new year

new year